search everything

Friday, February 12, 2010

National Animal Of India Tiger Save Tiger movement

Tiger ko bachana bahut jaruri hai hamare desh ke liye, Government se ek saval puchna hai ki kya vajaha hai jo tigers ki population itni kam hogai hai.... Kya aap soo rahe hai aur agar ha aap soo rahe hai to ab jaag jaao varna bahut bura pachtaoge, baad me jagoge tab savera nahi rahega.Jab central me government banate ho to pure bharat ki zimmedari tumhari hai, ha mante hai ki kuch hamari bhi hai, lekin tigers wali baat me puri responsibility tumhari hi hai...tumhare paas itni power hote hue bhi tigers ka sikar hota hai.. Aaj sikari khud sikar ho raha hai vo bhi insano ke haato.. jiska ab jungle se koi vasta hi nahi hai..unko pakadene ki responsibility government ki hai ya uske staff ki per sub sote rahe aur waha tigers mare jate rahe , ab to hamari country me sirf 1124 tigers hi bache hai sirf government ki galti se. unki safty kyu nahi ki gayi ?Tigers hamari country ki dharohar hai. Tiger is the National Animal of India..

No comments:

Post a Comment